Saturday, February 26, 2011

shukriya

shukriya aapki mahobbat ka,
naseeb humare aapki yadoon mein rahe.
karam uska bana-rahe yunhi,
dua hai yahi ke aapki duaon mein rahein.
mulakat par batayeinge hal-e-dil mere dost,
jannat hai zameein par, jo yaar aap humare rahe..

No comments: