Thursday, December 11, 2008

मेरी एक diary है

मेरी एक diary है, वोह मुझे बड़ी प्यारी है.
मैंने खरीदी नहीं मुझे gift मिली थी,
कुछ लोगों को antiques gift करने का शौक होता है,
तभी 2002 में 1996 की diary दी थी.
मैं तब diary खरीदता नहीं था,
फिज़ूल लगता था, Rs. 20 कर्च करना.
मेरी एक diary है, वोह मुझे बड़ी प्यारी है.

मैं उसमें जो लिखता हूँ उसे कवितायें कहता हूँ
अगर शोर गुल को गाना कहा जाता हो
तो कुछ शब्दों को कविता तो कहा ही जा सकता है.
मेरे मन में जो आया मैंने वोह लिखा,
अब लोगों को इसमें मैंने भी चाहिए.
लोगों के पास हो….. तो उन्हें मिलेंगे
मेरे जो थे मैंने वोह लिखे..
मेरी एक diary है, वोह मुझे बड़ी प्यारी है.

कुछ चीज़ें जब आती हैं, तो बड़ी ज़ोर से आती है.
उन्हें रोकना इंसानों के लिए मुश्किल होता है.
मुझे कवितायेँ बड़ी ज़ोर से आती हैं,
मैं कैसे रोक लूँ?
मुझे यह सुनानी होती हैं.
मैंने कुछ लोगों को सुननेकी free life time membership बांटी है
मैंने बांटी free थी ..
वहो कीमत आज तक चुका रहे हैं
मेरी एक diary है, वोह मुझे बड़ी प्यारी है.

हर कविता के साथ एक कहानी है,
मैंने उसे कभी लिखा नहीं,
शायद कभी लिख नहीं पाया..
शब्दों को मैं वही काम देता हूँ
जो उनके बसका हो
कहानी में कई किरदार हैं,
हर बार मैं उनमें से एक हूँ, यह ज़रूरी नहीं.
कई बार होता भी हूँ.
जब में यह कवितायें पढता हूँ,
मुझे उसकी कहानी याद आती है
और उसके किरदार भी
मेरी एक diary है, वोह मुझे बड़ी प्यारी है.

पहले इस diary में कुछ ज्यादा पन्ने थे,
मैंने कुछ फाड़ दिए..
पर उनका कुछ हिस्सा अभी भी ‘binding’ में चिपका है.
असल में मुझे उस कविता की कहानी,
और ख़ास तौर पर उस कहानी के किरदार…
अच्छे नहीं लगते थे..
मैंने सोचा कविता फाड़ने से
कहानी और उसके किरदार भी निकल जायेंगे.
लेकिन वोह आज भी वहीँ है.
अधूरे चिपके पन्नों को देखकर,
अब समझ आता है,.. इसे ‘Binding’ क्यों कहते हैं.
मेरी एक diary है, वोह मुझे बड़ी प्यारी है.

इस diary में कई पन्ने हैं,
किसी में कई रंगों की ink है.
किसी पर पिचके फूल के निशान हैं.
कुछ पन्नों पर बूंदों के दाग हैं.
यह दाग मुझसे ही लगे थे.
मैं अक्सर यह diary पढता हूँ.
और कई किरदारों को याद करता हूँ.
मेरी एक diary है, वोह मुझे बड़ी प्यारी है.

मील के पत्थर, सिर्फ़ मंजिल से दूरी बताते हैं,
ध्यान सिर्फ़ आनेवाले मील के पत्थर पर होता है.
गुज़रे हुए हर पत्थर पर कभी ध्यान था.
मेरी diary कई ऐसे पत्थरों की गवाह है.
यह सभी मुझे बड़े भाते हैं,
कभी- कभी में इन्हें ज़िन्दगी भी कहता हूँ.
मेरी एक diary है, वोह मुझे बड़ी प्यारी है.

Friday, July 4, 2008

Na Ruko , Na Ruko

Na Ruko abhi,
Ki woh manzil abhi aayi nahin !


Taruwar ne dekha suraj ka taap,
Patton ne bhi chhoda fir uska saath,
Fal ladte na ab phool khele,
Panthi ko bhi na chhanv mile.
Vrikshya yeh phir bhi mouna hai,
Jo hona hai woh hona hai.
Kisi samay pallav aayeinge,
Kusum sajeinge, fal laayeinge.
Raho dheer
Ki woh ritu abhi aayi nahin.
Na ruko , na ruko,
Ki woh manzil abhi aayi nahin.


Jo parichit tha chhoot gaya,
Gyan tha jiska woh bhool gaya.
Smritiyain sab vismrit huyin,
Abhirakshit samvednayein vikrut huin.
Samay na yeh moh mein bandh jaane ka,
Gaya samay yeh phir na aane ka.
Leek kheench kar hi jayeinge,
Dekh jise sab yash gaayeinge.
Raho satark
Ki woh bela abhi aayi nahin.
Na ruko, na ruko,
Ki woh manzil abhi aayi nahin.

Bhaadhaayein aayi to kya naya hua?
Na safal huye to kya bura hua?
Abbhi vishvaas ragon mein doodta hai,
Main kar sakta hoon dil bolta hai.
Ab bhay ko nikat na aane do,
Na mann ko vichlit ho jaanedo.
Sab swapn yatharth ho jayeinge,
Hum bhi manzil ko paayeinge.
Raho prayasrath,
Safalta jaymaal abhi laayi nahin.
Na ruko , na ruko,
Ki woh manzil abhi aayi nahin.

Na ruko , na ruko,
Ki woh manzil abhi aayi nahin।

Swatantrata Divas


Dev bhumi, sant bhumi aur veeron ki dhara,
Gyaan janani, prem janani aur soumy vasundhara.
Him shikhar ki uch koti hai jahain par shwet jal,
Ya koi dakshin ka tat ho teen saagar se ghira.
Dev tulya hai , har jahain par, dhenu , taruver aur shikhar,
Pujya hai ,har ek sarita, aur naari dekho jidhar.1

Is prachand, bhukhand par aakar, log kitne hain base,
Ho, kisi mien, itni karuna tab woh aakar hum par hase.
Veerprasoota, hai dhara yeh, par shaanti ka bhi dhaam hai,
Nirbalon par, kruddh hona, to napunsag kaam hai.
Koun kehta thi nahin hummein kabhi shakti prakhar,
Kaal khand ki , us ghadi mein , na tha uska , jar lachar. 2

Kitne yugon ka gyan sanchit hai humaare paas main,
Hai sjagta sheel mein aur vinay aabhaas mein.
Ho koi bhi kootneeti ya ho koi buddhgyaan,
Har kala mein daksh hain, yuddh ho ya ho yog-dhyaan.3

Maana ke, dhan ke maap mein, hum mein hai abbhi kuchh kami,
Kintu baneinge, shreshth phirse, dher ismein ab nahin.
Hain yuva, jitney hain par, honge na is sansaar mein,
Naam bhaarat ka kareinge vishv ke bazaar mein.
Ab woh sune, jo kehte hain , ‘ Teesari duniyain hain hum’,
Nav yug ki, har disha mein, badhte dehke , koti kadam.
Kis nayi takniqk mein humein ab maharat hai nahin,
Har Vishay ka gyaan hai ab aur ‘ pahoonch hai har kahin’. 4

Matru-bhaasha apni rahi hai, prem boli aarambhse,
Aarambh ke aarambhse aur uske bhi praarambhse.
Shonit ranjit, hai dhara , lekin na toote apnea aas,
Hai sashstr sena humaari, phir bhi shaanti ka kartey prayaas.
Ho khushaal jan-jan dhara par hai hriday mein yahi bhaavnaayein,
Is swatantrata ke pavitra parva par sabhi ko koti shubhkaamnaayein. 5

Jai Hind ! Jai Bhaarat !

My Star

There is a star in my sky,
Which shines only for you.


Mid night silence,
Cloudless sky.
I close my eyes &
Step in my world
Nobody is there except thee &
Many other voices
Of which I recognize
Only one.
All this under one
Grey sky….
And there is a star in my sky
which shines only for you.

May we be parted by
Countless miles.
Still there is something
That connects us somehow.
I imagine you in several beautiful
& loving moments.
Where we will meet one day.
I call you with speechless voice
And cold breeze will tell you the details.
Angels understand the language of stars,
One of my companions in loneliness
may help you to show my way.
there is a star in my sky
which shines only for you.

Wednesday, July 2, 2008

Swarg mein ek Saal


Alpha ko aaj ek client call attend karni hai aur fir woh functionality bhi implement karaani hai apne project mein, lekin yahain nahin… swarg mein. Par kayee saal pehle aisa nahin tha. Is kahaani mein Alpha main bhi ho sakta hoon aur shaayad aap bhi…

11 saal pehle…

Dharti par kisi gaon mein Alpha aur Beta naam ke do mitr khushi se jeevan yaapan karte the. Ek din swarg se kuchh devdoot aaye aur manushyon ka interview lene lage. Interview tha swarg mein jaane ke leye. Jinka selection ho jayega woh marne ke baad swarg jaeinge aur jinka nahin hoga weh nark mein. Sub ki koshish to yahi thi ki selection ho jaye. Waise marne mein abhi kuchh 10 saal baaki the, fir bhi selection to abhi se karke rakhna hai.

3-4 din chale interview ke baad alpha ka selection ho gaya aur beta ka narrk jaana bhi tay. Devdoot lout gaye aur aur dharti par manushy jaati mauj karne lagi. Is ghatna ke 10 saal baad wah din aagaya jis din mar kar swarg jaana tha. Saath waalon ne Alpha aur uske doston ko swarg express mein bitha kar rawaana kar diya. Alpha swarg chala gaya aur fir milne ka vaada karke Beta narrk.

Bahot dino tak chalte rehne ke baad swarg express ek soonsaan jagah par ruk jaati hai. Door door tak koi aur imaarat dikhayi nahin deti hai. Saamne hoti hai ek bhutiya haweli aur makadi ke jaalon ke beech laga hota hai ek board jis par likha hota hai ‘GAL-GHOTIYA’. Is mein gala ghut kar mar jaane tak ki sambhavana thi. Is darawani jagah ke beech se subko hokar guzarna hota hai. Yahain, swarg waale ise ‘INDUCTION’ kehte hain. Matlab jo is agni pariksha mein bach gaya usi ko swarg mein entry milegi. Alpha bhi is INDUCTION mein paas hogaya aur use entry mil gayi.

Swarg mein pehle din kuchh JOINING FORMALITIES huyin aur ek garma garm sariye se Alpha ke haath par likh diya gaya ’19 th JUNE 2006’. Yeh yahain ki joining date hai aur yeh aakhir tak saath rahegi. Aashchry yeh tha ki is garam sariye se Alpha ko dard nahin hua. Wahain ke ek vyakti se puchh ne par usne bataya ki
“ Tum dharti chhod chuke ho. Ab tum manushy nahin rahe tum ab sirf RESOURCE ho. Na to tumhe dard hoga aur na hi emotions honge, kyonki tum sirf ….RESOURCE ho.”
Saath mein ek patta gale mein daal diya , jis par Alpha ki tasveer aur ek number tha ‘40149295’. Shuru ke dinon mein swarg ke diggajon ne swarg ke bare mein bahot kuchh bataaya, jismein se Alpha ko kuchh bhi yaad nahin raha. Yaad raha to sirf ek kamara, jismein note hi note pade the. Yeh thi Alpha ki salary. Alpha ko tab yakeen hogaya ki woh Swarg hi aaya hai.

Aakhirkar mouj ke din khatam huye aur Alpha ko ek building mein jaane ka hukm milgaya. Achhisi building ka bekaar sa darwaaja khul nahin raha tha. Pata chala hi ACCESS CARD ACTIVATE nahin hua hai. Kuchh din mein ho jayega. Tab tak kisi doosare ke access card se kaam chalao.

Alpha ki entry ho hi gayi. Andar ka maahol to aur bhi gazab tha. Aisa Alpha ne kabhi dekha nahin tha. Her taraf PROJECTS chal rahe the. Chal kar kahain ja rahe the pata nahin, par chal rahe the. Ek project mein kisi bechaarei ke peechhe kayi saare log pade the, Alpha ne ek se puchha,
Alpha: “yeh log is bechaare ke peechhe kyon pade hain.”
Vyakti: “Yeh resource ‘BILLABLE’ nahin hai.”
Alpha: “Matlab.”
Vyakti: “ Iski ‘Dihaadi’ nahin milti swarg ko.”
Alpha: “Toh ismein iski galti hai?”
Vyakti: “Galti ka pata nahin, lekin peechhe to isi ke padeinge.”
Alpha: “Aur vahain, us Project mein who ladka us ladki ke peechhe ‘saaye’ ki tarah kyon pada hai?”
Vyakti: “Kyonki who uska ‘Saaya’ hi hai.”
Alpha: “Kya matlab?’
Vyakti: “Are!! Who ladki billable hai aur ladka SHADOW RESOURCE hai.”
Alpha: “Aur yeh banda? Jo pure din lakdi ke patiye par baitha rehta hai. Mujhe to newspaper hi padhta dikhta hai.”
Vyakti: “Yeh BENCH par hai. Iska kaam sirf certification karna hai.”
Alpha: “Wise yeh project hai kya?”
Vyakti: “yeh MIANTAINACE PROJECT hai.”
Alpha: “yeh kya hota hai?”
Vyakti: “Jis project mein client MAINTAIN karke rakhte hain use MAINATAINACE PROJECT kete hain.”

Kayi din beet gaye aur Alpha apna kaam karta raha. Ek din PM aakar Alpha se puchhta hai,
PM: “Tum itne din kahain the?”
Alpha: “Main to yahin hoon.”
PM: “Are!! To fir TIME SHEET MEIN ENTRY kyon nahin karte ? agar timesheet mein entry nahin hogi yahi maana jayega ki tum swarg se gayab the.”
Alpha: “ji Sir.”
PM: “Aur yeh kya pehen kar aaye ho? Tumhe pata nahin WEEKDAY par sirf FORMALS hi pehenne hote hain!! ”
Alpha: “Lekin sir who ladki to roz…. Mini top aur low jeans pehen kar aati hai…….”
PM: “Tum par mini top aur low jeans suit nahin karegi, isiliye tum formals mein hi aaya karo. Aur tumhe pata nahin ab to uniform compulsory ho gayi hai. Agle mahine se subah prayer hogi aur Friday ko PT bhi karaenge.”
Alpha: “Sir ek problem thi..”
PM: “Kya?”
Alpha: “Mera system anhin chal raha.”
PM: “yeh kya sir sir laga rkha hai? Mera naam Sigma hai aur tum bhi Sigma hi pukaara karo. Waise koi baat nahin SSD raise kardo kaam ho jayega..”
Alpha: “SSD aur TSMS kahin hai?”
PM: “Are tumhe pata nahin? ‘WWW.MYSWARG.IN’ par. Koi bhi kaam ho phata-phat ho jaata hai. ”

Waise ek baat thi swarg mein, yahin ka WORKCULTURE bahot achha tha. Kabhi koi yeh dikhaane ki koshish nahin karta ki who kisi ka senior hai. Aur naye fresher ko bhi pura mouka milta tha apna potential dikhaane ka. Aap apne kisi bhi senior se kabhi bhi koi bhi baat kar sakte the ayr hain yahin kaam ki OWNERSHIP bhi milti thi, jise aap apna kaam apne tareeke se kar sakte the. Bahar khaana khane par DISCOUNT bhi milta tha, kyonki weh SWARGWAASI the. Project pary alag hoti thi. Hain CANTEEN ki baat alag thi. Wahain insaanon layak khana nahin milta. Sirf RESOURCE ko jinda rakhne layak kuchh miljaata hai jise swargwaasi KHANA kehte the.

Aur isi tarah din hafte beetne lage aur maheene ka aakhir aa hi gaya. Is din Alpha aur baaki swargwaasiyon ko SALARY milnithi. Alpha ko yaad aaya wahi kamara jismein note hi note bhare the. Log line banakar us kamare ki aur chalne lage. Kamare ke saamne pahonchte hi announcement hua,
Accountant: “Is kamare mein aapki salary hai. Aap dono haathon se jitni utha sakein who aapki. Jo bachgayi who agle maheene. ”
Alpha: “ Yeh kya mazaak hai? Mere haath mein to zara si salary hi aayegi.”
Accountant: “ Hain !! salary to tumhari kamara bhar hi hai, jitni tumhari haat mein aayegi who to IN HAND hai.”
Alpha: “Kahe ki in-hand yeh to mujhe mutthi bhar hi nazar aarahi hai.” Yeh budbudaata hua Alpha ghar chal diya.

Isi IN HAND salary ke saath guzaara karte huye samay katne laga. Project bhi sahi milgaya. Lekin functionality pata hone ke baad bhi use onsite nahin bheja gaya. Kaaran tha ki ek bande ne PAPER DAAL DIYE THE, aur woh ab suicide karne wala tha. Lekin yahin to sub marker hi aaye the sucide karke jaata kahain? Kisi ne gana bhi likha hai ‘Marke bhi chain na mila to kahin jayeinge……’

Alpha use kosne laga: “Yeh Delta bhi marjaata to achha tha. Marker seedha Narrk jata…….” Narrk se use kuchh yaad aagaya… “Are Beta to aajkal narrk mein hi hai..dhoonta hoon kahin hai…”
Orkut par chek kiya, lekin koi fayda nahin. Orkut swarg mein bhi blocked tha. Kisi tarah phone number milgaya. Beta ko phone lagaya ,
Alpha: “Aur yaar kaisa hai?”
Beta: “Achha hoon!! Tu bata kaisa hai swarg mein.”
Alpha: “Are kahe ka Swarg? Sub bure haal hain yahin par. Tu bata tu Narrk mein kaisa hai?”
Beta: “Main to achha hoon. Yahin to project bhi ache hain. Koi bench par nahin hai. Billing bhi hoti hai. Khana bhi insaanon jaisa milta hai.”
Alpha: “ Achha hai yaar. To phir Swarg aur Narrk mein farak kya hai?”
Beta: “ koi farak nahin hai. Bus naam ka farak hota hai.”
Alpha: “ Tere yahin OPENING hai 1 saal experience waale ke liye?”
Beta: “ Hain hai. Main tujhe REFER kar doonga. To wahain paper daal de.”

Aur call end karke Alpha ‘www.myswarg.in’ par paper daalne ki space dhoondne laga. Usi site par use kayi aur head bhi dikhe. Jisse use yaad aaya ki usne yahin kitna seekha hai. Ab who wahi Alpha nahin rehgaya jo who pehle aaya tha. Client exposure, trainings, workculture… bahot kuchh mila tha use yahain. Aur ab tak use swarg ke naam ke saath jine ki aadat ho chuki thi….

Alpha ne sooch liya ki ab who yahin rahe ga. SWARG mein. Aur apne client call ki tayaari karne laga….

Reality is stranger than Fiction.

Handpicked Quotations



"Victory goes to the player who makes the next-to-last mistake."
- Chessmaster Savielly Grigorievitch Tartakower (1887-1956)

"Don't be so humble - you are not that great."
- Golda Meir (1898-1978) to a visiting diplomat

"I can write better than anybody who can write faster, and I can write faster than anybody who can write better."
-A. J. Liebling (1904-1963)

"People demand freedom of speech to make up for the freedom of thought which they avoid."
-Soren Aabye Kierkegaard (1813-1855)

"Not everything that can be counted counts and not everything that counts can be counted."
- Albert Einstein (1879-1955)

"Only two things are infinite, the universe and human stupidity, and I'm not sure about the former."
- Albert Einstein (1879-1955)

"Give me a museum and I'll fill it."
- Pablo Picasso (1881-1973)

"In theory, there is no difference between theory and practice. But, in practice, there is."
- Jan L.A. van de Snepscheut

"I find that the harder I work, the more luck I seem to have."
- Thomas Jefferson (1743-1826)

"Each problem that I solved became a rule which served afterwards to solve other problems."
-Rene Descartes (1596-1650), "Discours de la Methode"

“Knowing don’ts’ are more important than Do’s in life”
- Vibhaas Vinay Kotwal (1984- )

"Whether you think that you can, or that you can't, you are usually right."
- Henry Ford (1863-1947)

"The only way to get rid of a temptation is to yield to it."
- Oscar Wilde (1854-1900)

"Don't stay in bed, unless you can make money in bed."
- George Burns (1896-1996)

"Problems worthy of attack prove their worth by fighting back."
-Paul Erdos (1913-1996)

"The power of accurate observation is frequently called cynicism by those who don't have it."
- George Bernard Shaw (1856-1950)

"Never interrupt your enemy when he is making a mistake."
- Napoleon Bonaparte (1769-1821)

"Talent does what it can; genius does what it must."
- Edward George Bulwer-Lytton (1803-1873)

"Women might be able to fake orgasms. But men can fake a whole relationship."
- Sharon Stone

"If you are going through hell, keep going."
- Sir Winston Churchill (1874-1965)

"He who has a 'why' to live, can bear with almost any 'how'."
- Friedrich Nietzsche (1844-1900)

"Some cause happiness wherever they go; others, whenever they go."
- Oscar Wilde (1854-1900)

"God is a comedian playing to an audience too afraid to laugh."
- Voltaire (1694-1778)

"I shall not waste my days in trying to prolong them."
- Ian L. Fleming (1908-1964)

"If you can count your money, you don't have a billion dollars."
- J. Paul Getty (1892-1976)

"Facts are the enemy of truth."
- Don Quixote - "Man of La Mancha"

"When you do the common things in life in an uncommon way, you will command the attention of the world."
- George Washington Carver (1864-1943)

"I have not failed. I've just found 10,000 ways that won't work."
- Thomas Alva Edison (1847-1931)


"A friendship founded on business is better than a business founded on friendship."
- John D. Rockefeller (1874-1960)

"You can only find truth with logic if you have already found truth without it."
-Gilbert Keith Chesterton (1874-1936)

"An inconvenience is only an adventure wrongly considered; an adventure is an inconvenience rightly considered."
- Gilbert Keith Chesterton (1874-1936)

"Be nice to people on your way up because you meet them on your way down."
- Jimmy Durante

"Basically, I no longer work for anything but the sensation I have while working."
- Albert Giacometti (sculptor)

"Perfection is achieved, not when there is nothing more to add, but when there is nothing left to take away."
- Antoine de Saint Exupery

"Knowledge speaks, but wisdom listens."
- Jimi Hendrix

"I have often regretted my speech, never my silence."
- Xenocrates (396-314 B.C.)

"If everything seems under control, you're just not going fast enough."
- Mario Andretti

"Obstacles are those frightful things you see when you take your eyes off your goal."
- Henry Ford (1863-1947)

"Egotist: a person more interested in himself than in me."
- Ambrose Bierce (1842-1914)

"Wise men make proverbs, but fools repeat them."
- Samuel Palmer (1805-80)

"The opposite of a correct statement is a false statement. The opposite of a profound truth may well be another profound truth."
- Niels Bohr (1885-1962)

"In science one tries to tell people, in such a way as to be understood by everyone, something that no one ever knew before. But in poetry, it's the exact opposite."
- Paul Dirac (1902-1984)
"In any contest between power and patience, bet on patience."
- W.B. Prescott

"Three o'clock is always too late or too early for anything you want to do."
- Jean-Paul Sartre (1905-1980)

"It is dangerous to be sincere unless you are also stupid."
- George Bernard Shaw (1856-1950)

"Forgive your enemies, but never forget their names."
- John F. Kennedy (1917-1963)

"No one can earn a million dollars honestly."
- William Jennings Bryan (1860-1925)

"Well-timed silence hath more eloquence than speech."
- Martin Fraquhar Tupper

"The graveyards are full of indispensable men."
- Charles de Gaulle (1890-1970)

"You can pretend to be serious; you can't pretend to be witty."
- Sacha Guitry (1885-1957)

"I am not young enough to know everything."
- Oscar Wilde (1854-1900)

"Manuscript: something submitted in haste and returned at leisure."
- Oliver Herford (1863-1935)

"Anything that is too stupid to be spoken is sung."
- Voltaire (1694-1778)

"Friends may come and go, but enemies accumulate."
- Thomas Jones

"Every day I get up and look through the Forbes list of the richest people in America. If I'm not there, I go to work."
- Robert Orben

"I have never let my schooling interfere with my education."
- Mark Twain (1835-1910)

"Copy from one, it's plagiarism; copy from two, it's research."
- Wilson Mizner (1876-1933)

"Opportunities multiply as they are seized." - Sun Tzu

“The best way to predict the future is to invent it." - Alan Kay

"Well done is better than well said."
- Benjamin Franklin (1706-1790)

"A husband is what is left of the lover after the nerve has been extracted."
- Helen Rowland (1876-1950

"Sometimes it is not enough to our best; we must do what is required."
- Sir Winston Churchill (1874-1965)

"The man who goes alone can start today; but he who travels with another must wait till that other is ready."
- Henry David Thoreau (1817-1862)

"A pessimist sees the difficulty in every opportunity; an optimist sees the opportunity in every difficulty."
- Sir Winston Churchill (1874-1965)

"Everything that can be invented has been invented."
- Charles H. Duell, Commissioner, U.S. Office of Patents, 1899

"A pint of sweat saves a gallon of blood."
- General George S. Patton (1885-1945)

"The difference between fiction and reality? Fiction has to make sense."
- Tom Clancy

"Whatever is begun in anger ends in shame."
- Benjamin Franklin (1706-1790)

"Half this game is ninety percent mental."
- Yogi Berra

"The man who does not read good books has no advantage over the man who cannot read them."
- Mark Twain (1835-1910)

Nepolion said:

“If you want a thing done well, do it yourself.”
"Men are Moved by two levers only: fear and self interest”
"Imagination rules the world.”
"Soldiers generally win battles; generals get credit for them”
"Throw off your worries when you throw off your clothes at night.”
"To do all that one is able to do, is to be a man; to do all that one would like to do, is to be a god.”
Courage is like love; it must have hope to nourish it.
"The people to fear are not those who disagree with you, but those who disagree with you and are too cowardly to let you know."

"And in the end it's not the years in your life that count. It's the life in your years."

da Caesar says

Quotations evolve in two scenarios,
Either they are read on paper and experienced in life or
they are experienced in life and written on paper.
Following lines
from my life belong to the latter category….

1. The best way to be original is to hide your resources.

2. Knowing don’ts in life is more important than knowing dos.

3. I have habit of losing my dear ones, when I need them most.

4. You don’t have to be tall to stand tall.

5. Girls come in my life with a standard equation:
Height * Weight * Age = Constant

6. Height always doesn’t mean length.

7. You can’t tell only by looking at a girl, whether she has boyfriend or not.

8. When Chemistry changes a biological phenomenon takes place and we call it physical relation.

9. If you can’t laugh on yourself, someone else will.

10. If you learn to learn, you won't have to learn any thing new then.

11. Not everything burns down to ash, some just burn.

12. Life is not as simple as a personal dairy, you can’t pull out pages.

13. Words followed by tears are merely details...

14. Like Woodcutter, Analyst should definitely learn where not to use his AXE.

15. Eyes are kept above Tongue, 'coz they speak for you when you fall short of WORDS.

16. If you have to choose between BAD and CHEAP, bid on BAD. At least he thinks BIG.

17. Keep life simple, there are many other complicated this to handle.

18. Problem and Opportunity are twins. Only those who encounter frequently can make out difference.


Naari


Karta hoon aaj yeh saty ujaagar

Jo purush naa kabhi keh paya.
Sadev usne maana hai yahi,
Bus, baat sabki main lekar hoon aaya.
Divy shakti, jise naman sab karte, Divy shakti=Devine Power
Aur aaj humaari baari hai.
Naari kal bhi bhaari thi, naari aaj bhi bhaari hai,
Purush kal bhi aabhari tha, purush aaj bhi aabhari hai. Aabhari= thankful

Ya devi sarv bhuteshu, nidra rupen sansthitha|
Namastasyay, Namastasyay, Namastasyay namo namh|| shlok in ved.
Kyon na kahoon main devi tumko,
Jo itne roop badalti hai.
Deekho srishti ki rachnaakar ko, srishti=universe, rachnaakar =Creator
Har paristhiti mein dhalti hai. Paristhiti= condition
Kitne yug hain beet gaye,
Fir bhi pratha vahi jaari hai. Pratha= tradition
Naari kal bhi bhaari thi, naari aaj bhi bhaari hai,
Purush kal bhi aabhari tha, purush aaj bhi aabhari hai.

Janm se bhi koi kare prem jitna,
Maa ke barabar to kya hoga.
Kitna hi jod-ghataale koi,
Nou maheene to maa ka jyaada hi hoga.
Pratham guru tum, vandani meri, vandani= respectable
Shuchita anusarankaari hai. Shuchita= sacredness, anusarankaari= to be followed
Maa sweekaaro pranaam putr ka, sweekaaro= accept it
Rhini yeh srishti saari hai. Rhini=thankful
Naari kal bhi bhaari thi, naari aaj bhi bhaari hai,
Purush kal bhi aabhari tha, purush aaj bhi aabhari hai.

Suna kiseene, kaha kabhi ho,
Raam-Seeta aur Shankar-Uma?
Pujya hai har roop mein naari, Pujya=respectable
Patni, mitr ya ho chaahe maa.
Kitna hi main purn banoo, purn= complete
Sampurnata tere bin khaali hai. Sampurnata=absolute complete
Naari kal bhi bhaari thi, naari aaj bhi bhaari hai,
Purush kal bhi aabhari tha, purush aaj bhi aabhari hai.

Moodhmati hai ‘Vibhaas’ yeh agyani, Moodhmati= mentally retarded
Stuti kya teri kar paayega. Stuti= praise
Bus, mugdh hota laavanay par tere, mugdh=fascinate, laavanya=charm
Aur maryaada ke aage sheesh jhukaayega. Maryaada=dignity,
Naa samajh paaya koi striya charitr, striya charitra= lady nature
Baat kaise yeh vismaykaari hai. Vismaykaari=surprising
Itihaas saakshi hai tere guno ka, saakshi= witness
Aur baat yeh sabne sweekaari hai.
Naari kal bhi bhaari thi, naari aaj bhi bhaari hai,
Purush kal bhi aabhari tha, purush aaj bhi aabhari hai.

Chinese good luck

(Complied)
THE FOLLOWING IS A CHINESE GOOD LUCK TANTRA TOTEM

You may not believe in this but the advice is great!
Read all the way down, you might learn something!!!

ONE.
Give people more than they expect and do it cheerfully.

TWO.
Marry a man/woman you love to talk to. As you get older, their conversational skills will be as important as any other.


THREE.
Don't believe all you hear, spend all you have or sleep all you want.

FOUR.
When you say, "I love you", mean it.

FIVE.
When you say, "I'm sorry", look the person in the eye.

SIX.
Be engaged at least six months before you get married.

SEVEN.
Believe in love at first sight.

EIGHT.
Never laugh at anyone's dreams. People who don't have dreams don't have much.

NINE.
Love deeply and passionately. You might get hurt but it's the only way to live life completely.

TEN.
In disagreements, fight fairly. Please No name calling.

ELEVEN.
Don't judge people by their relatives always judge by the friends they keep.

TWELVE.
Talk slowly but think quickly.

THIRTEEN.
When someone asks you a question you don't want to answer, smile and ask, "Why do you want to know?"

FOURTEEN.
Remember that great love and great achievements involve great risk.

FIFTEEN.
Say "bless you" when you hear someone sneeze.

SIXTEEN.
When you lose, don't lose the lesson.

SEVENTEEN.
Remember the three R's:
Respect for self;
Respect for others;
Responsibility for all your actions.

EIGHTEEN.
Don't let a little dispute injure a great friendship.

NINETEEN.
When you realize you've made a mistake, take immediate steps to correct it.

TWENTY.
Smile when picking up the phone. The caller will hear it in your voice.

TWENTY ONE.
Spend some time alone.

Ek Lamha

Ek khubsoorat lamhe se mulakaat hui thi aaj.
Bahot samay laga aaj ka din aane mein .
lekin aaya yeh zaroori tha.
Sankoch aur romaanch ek saath aaye to kaisa lagata hai,
aaj pata chala .
pehle kabhi ayesa nahin lagata tha.

Aak ki baat gazab ki thi.
Bolne ke liye bahot tha lekin..
bolna hai yaa nahin yeh pata nahin tha.
Uski nazar mein ashary tha aur
meri nazar mein utsukta.
Mujhe yaad nahin ki main kya bola.
Bus wohi saamne dikh rahi thi .
us ek pal ko main humesha apne saath rakhna cahta hoon .

kabhi meri taraf dekhti , kabhi kahin aur.
Muskuraati thi.
Kabhi sharmaate huye aankhyein neeche karti thi.
Gore gaalon par aayi hui
kali lut who muskuraate huye
kaanon ke peeche le jati rahi thi.
Kabhi muskuraate huye gerdun kuch tirchhi karte huye
uska sawaal puchhna.
Aaspaas koi aur dikh hi nahin rah tha.

Ayesa laga maano waqt thum jaye.
Koi bhi na hil paaye apni jagah se.
kuchh der ke liye aiyesa kyon nahin ho jata ki
sabke panv chipak jayien zameen se aur……..
whoh bhi mere hi saamne khadi rahe .

kaash …….koyi lamhe aur jusbaat record karne ki machine hoti.
Main who lamha record karleta.
Doob jaata un lamhoon mein.
Aur fir…bus dooba rehna chahta hoon.

Dil ki dhadkan bahot tez hone ke baad
kuchh thumne ka ehsaas dilaati hai.
Fir na kuchh aur dikhayi deta hai.
Na kuchh sunaayi deta hai.
Whoh lamha jisme whoh thi.
Uske khamosh hoont aur bolti sharmaati aankhein…..

kuchh aur mat kaho aage .
waqt bus thum ja yahin…………..

Meeting Mentor

Pranaam Prabhuji,

I am sure this will be the longest email you might have received in last 5 years and would probably receive in the next 5 years as well. But I request you to kindly read this till end.

Right from my childhood, I was always told that my name is unique and I will rarely find anyone with this name. I was always curious and dreamt to meet the other person with the same name. I never knew that my dream will come true in this way. This is a real story and I call it “Meeting Mentor”.

Date 23rd March 2005……

One of the most important events of my life, Campus… for HCL Tech…first campus of year in M.P.

We were not even certain whether we are going to sit for HCL placement process or not. And especially, I was recognized as a ‘Technically-Challenged’ person in college. Even after being amongst a few engineers who never got BACK (Failing in exams) in there entire engineering, I got this tag. May be it was ‘coz I was known more for ‘Netagiri’ in my college than any other thing. No one ever hoped that I would be able to get through this process.

Everybody was running for some or the other reason. In this mess, one of my senior was talking to someone; “Vibhas sir has asked for some papers …….”
I just heard these words and I was struck by a series of mixed feeling-surprise, curiosity, excitement and fear.
I asked “who is there??”
“Vibhas Sir!” he replied. “Lekin naam same hone se selection nahin hota…he he” another one added with a smile.
“No!! I just wanted to meet him” I said
“Clear your technical and you will surely meet him” he told me.

Technical…hmmmm…nightmare for me… I knew even my angels couldn’t clear it.
By that time, I was through with written and GD was never a question for me…
Somehow I managed to clear technical …even I wonder how.
Saurabh Gupta Sir called out my name and I was queued for an HR interview…I waited for only a few… 6 hrs…

I request you to pay heed these lines as there is something I want to say…this is one of the most cherished moments of my life. And I want to live this moment again, please join me in my memories…

It was already 00:00hrs and some people even call it ‘midnight’. I was waiting for my turn, wearing my lucky blue shirt, reviewing again and again my resume and a folder full of certificates. I looked at the other guys who were wearing a neck tie; I never had one. They said it is essential. I always thought it is only my folder which is required…

”Leave it!! Now I can’t bring any neck tie at this hour of the night. Just keep your mind cool.” I was talking to myself.

On the other side of that hall, after sitting for a long time and interviewing a number of candidates, you walked out to relax…with your well known slow pace of walking you ambled through the corridor. Your friendly nature compelled you to start talking to some of the guys volunteering there.
I was ‘staring’ at you …
“Oh! So he is Mr. Vibhas… ”I murmured to myself.

“Who all are remaining??” you asked with concern.
“All of them sitting here and …and …sir he is Vibhaas” he replied.

You came close to me with a smile and said “Hello Mr. Vibhaas, nice to meet you. Last time I met another Vibhas was somewhere around 10 years back. We will talk in detail later.”

We exchanged a handshake. I can still feel that moment, that warmth of a bulky hand and your smile with a resonating voice and certainly the wetness of my perspirating hand.
I hardly uttered any word. I was stunned.
You moved outside.
An instant thought that struck me was, “All Vibhas’es have paid a tax on height and have forgotten to file returns.”

It was amazing. I can’t forget that meeting.
Half an hour later, I entered the den. You welcomed me and asked me to sit, ”Vibhaas ji baithiye. First time in life I am using ‘ji’ after Vibhas. Ha ha”. I hardly managed to give a smile. I just did not know how. It was my last interview of my first job just about to begin.

I was sure that anyone who would have a look at my folder will be impressed. And I placed that folder in front of you. But you kept it aside without even opening it and asked me “What does your name mean; rather our name means?”

I started telling you… and even after telling three different meanings I couldn’t have imagined that you will ask me for fourth one. You added something…

And lot more questions were asked… Everything that I did… Calligraphy, Poems, Theatres, Debates everything. Even Data Structures. I thought you know DS.

Then a sensational question was fired.
“This is a last question for you” You started saying.
“One Vibhas is sitting on one side of a table and one Vibhaas is sitting on another side of a table. Now tell me who is more intelligent between you and me? ”
“You” I answered.
“Why?” you countered it and stared at me.
“I repeat my question One Vibhas is sitting on one side of a table and one Vibhaas is sitting on another side of a table. Now tell me who is more intelligent between you and me?”
I again gave an ambivalent answer... Just to answer it... ’Coz it was a question.

“Don’t give me diplomatic answers!! Just tell me who is more intelligent. You or Me??” you almost shouted.
“I don’t know.” I replied innocently.
“You didn’t listen to the question, I said I will ask you a last question and then I asked you two …uhhh” and started laughing.
Rest all you know…
I was asked to leave.

Then results were announced at 3O’a.m. I still think whether it was too late in night or too early in morning. My name the on 108th on the list again the last one as always… A cheer, excitement and clapping after every name…that-was-sensational!!!

We all went home and you left for your room. Early morning, the next day we were there to take our offer letters.

A Big hall was packed with 108 candidates, some with friends and some with their parents. The crowd was electrified with joy as they were about to get their first offer letters.

You entered the hall and the excitement was retriggered.
You were calling all the name one by one and giving away the offer letters. Suddenly a typical name was called. It sounded like a very old fashioned name or a name from rural background.

“Naamdhaari!! O Naamdhaari !! kahain ho bhai???”
Everybody was looking around to all who was being called. Then suddenly it clicked me. ‘Naamdhaari’ means a person with the same name.

I reached out to you and you gave me ‘The letter’ and hugged me tight and said “Give me the pleasure to cap you.”
And you capped me with a blue hcl Cap. Itani izzat ke saath mujhe kabhi kisi ne topi nahin pehnayi. I still have that cap with me!

I asked you for an autograph. You wrote blessings for me and signed it. That letter is attached here. You gave me your card and went away. And I call that day “Meeting Mentor”.

Days passed and then weeks…one day I received a phone call.
“May I talk to Mr. Vibhaas?”
“Yes, Vibhaas here.” I replied.
“Hi Vibhaas, what a coincidence, even Vibhas this side.”
I was so happy. We had a long discussion.

Then after a few months I was in NOIDA for a short trip. I stayed with you. I never felt away from my family. I got closeness from you.

And the time came for which you had signed a letter on the 23rd of March. I moved to NOIDA. I reached your home in the morning. It was my first day in NOIDA. I started my career as a software engineer. You were taking me to my seniorss’ place.

While in the car, I asked you- “What is the main thing that you will suggest me for my career.”
“Never lose your values that you have brought from your home.” You answered. I still remember those words clearly.

Later I went through a deadly emotional crisis. But luckily you were there to hold my hand and wipe my tears. You always decoded for me in my language, what life wanted to teach me through signs and symbols. You taught me some very important lessons of life, which I consider as an important milestone of my life. And you indeed explained me the meaning of the golden lines that you have given me:
“Lehron se darr kar nouka paar nahin hoti,
Koshish karne waalon ki kabhi haar nahin hoti.”

I have habit of losing my dear ones, when I need them the most. You moved to Pune. But fortunately we defied distance between us.

You might have recruited thousands of employees in your career till now. But I find myself to be lucky enough to get your closeness, your teachings, your blessings and your love. I got a home away from my home in a strangers’ world. I went through a transformation from a recruited employee to a friend to a student and now close to your younger brother.

This is all about the story “Meeting Mentor”.

Today we complete 2 years of our relationship. But I doubt, this relationship can’t be a result of just 2 years. Once you said “It takes ages to make a relationship.” I am sure this started long before we actually met on 23rd March 2005.

Happy Meeting Anniversary!

Charansparsh
Aapka Shishya,
Vibhaas